Yeshu Hai Sacha Gadariya


Yeshu Hai Sacha Gadariya

Ooski hum behde hain

Hari charai o mein huma charatha hai


Ghati paharo mai lai chalta hai

Jaha par sukdhai jal ke jharne hai[2x]


Mujhe kisi ka ab to dar nahi hai

Kyoki Yeshu mera jo sath hai[2x]


Margo mai meri raksha vo karta hai

Shaitan se vo hume bachata hai(2x]