क्योंकि जो उससे आशीष पाते हैं वे तो पृथ्वी के अधिकारी होंगे, परन्तु जो उससे शापित होते हैं, वे नष्ट हो जाएँगे।
( भजन संहिता 37::22)
क्योंकि जो उससे आशीष पाते हैं वे तो पृथ्वी के अधिकारी होंगे, परन्तु जो उससे शापित होते हैं, वे नष्ट हो जाएँगे।
( भजन संहिता 37::22)
KITNA HASEEN VAIDA YEH
KIYA KHUDAVAND NE
KITNA HASEEN VAIDA YEH
KIYA KHUDAVAND NE
JAHA DO YA TEEN JAMA HO
MAI HOON HAZIR UNME
JAHA DO YA TEEN JAMA HO
MAI HOON HAZIR UNME........
1. TUJHE AKELA NA SHODOON MAIN
ROOH APNI BHEJU
TUJHE ANAATH BHI NA SHODOON MAI
IK MADADGAAR BHEJU
YESHU KE SIWA YEH KAB HAI BAAT KAHI KISNE
JAHA DO YA TEEN JAMA HO
MAI HOON HAZIR UNME…….
2. DASTAK WOH DETA HAI, CHAHE HAR DIL MAI AANA
BHARTA USKO ROOH SE APNI,
JISNE USE JAANA
JISKA BANE HAI MALI WOH
KALIYAN LAGE KHILNE
JAHA DO YA TEEN JAMA HO
MAI HOON HAZIR UNME……
3. ROOHE PAAK JO HAZIR HAI,
AUR KAHE KHUSHAAMADEED.
IZZAT DAULAT HASHAMAT USKI,
JISKI KARE TAMAJEED. ROOH KE SHOLE BARASE JAB,
PHIR BADAN LAGE JALNE.
JAHA DO YA TEEN JAMA HO
MAI HOON HAZIR UNME…..
The readings today are pointing all towards one thing that will be the focus of our meditation today. Jesus Christ, as the bread of Life. Jesus is mentioned as bread by John to bring out the fact that Jesus will fulfil our needs when we put our faith in him. We need not labour in vain, when we are in Jesus’ name.