Dip Jale  



Dip Jale

Prabhu naam rahay

Merey mandir may, mandir may


Sanjh sabere yah man gaye

Yeshu tera naam, Prabhu Yeshu tera naam

Naam rahay man may

Prabhu nam rahay man may.....


Deep jalay rah niharun

Darshan ko, Prabhu darshan ko

Aan baso dil may,

Prabhu aan baso dil may......


Tu Prabhu data visva vidhata

Naman karun Prabhu naman karun

Raag jagey man may

Anurag jagey man may